Khwaab ki Tabeer

Q: Me ne khab daka k mm mar jata ho owr ak farshta mujy kae ly jata ha. owr mjy ak jaga khara hony ko kahata ha. Me waha khra ho jata ho to dosry farishty ko kahta ha k es ko ly jao. Me es sy agay nae ja skta. Wo mjy ly k jany wala hota ha h ak r frista myry sat a k khra ho jata ha insani shkil may.1st farishta os ko kahta ha k to kan ha? Wo bolta ha may es ki namaz ho jb tk yah jannat may nae jay ga may es k sat ho.1st farshta osy khta ha k acha chalo but tumary jany ki zarorat nae ha yah teek ha. Phir ak jaga ponch k andr sy awaz ati ha kon aya? Kaha jata ha k jawad phir awaz ati ha k es ki walda ka nam? Wo btaya jata ha phr dadi ka nam pocha jata ha .............................................................. Is k bad myre ankh khol jati ha or yah khab fajer sy pahly daka ha.

bismillah.jpg

A: Khwaab ki tabeer ye hai ke aap apni zindagi ko Sunnat ke mutaabiq guzaardo aur maa baap ki khidmat kiya karo. Agar aap gunah se parhez karenge aur namaaz parhne ki paabandi karenge to Allah Ta'ala aap ko Jannat naseeb farmaaenge izzat ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: