Dua ka tareeqah

Q: Dua ka tareeqah puchna he ke durood parhne se pehle kiya parhna he aur baaqi ka tareeqah kiya he?

A: Pehle Khuda Ta`ala ka hamd wa thana bayaan karo, phir durood shareef parhlo, phir apna haq me dua karlo, phir dost wa ahbaab ke haq me, phir baaqi musalmaano keliye aur akheer me durood shareef parh karke dua ko khatam karlo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)