"Apne ghar ka khana ghair muttaqi ko na khilao" ka mafhoom

Q: "Apne ghar ka khana ghair muttaqi ko na khilao" please quote is it mafhoom e hadees?

A: Hadeeth me is qism ke alfaaz aate he. Iska matlab jo aammatan ulama bataate he woh ye he ke dostana aur izzat ke tor par jo khana khilaya jaata he who muttaqi hona chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: