Paan ka khaana

Q: Mera sawal ye hai ke kia zarda (tobacco) ka istmela makru hai ya haram? Main namaz ka paband hun magr mujh me ek kharab aadat hai ke main pan khata hun to meri ibadat khubul hai ya nahi?

bismillah.jpg

A: Paan ka khaana jaaiz he owr teree ibaadat bhi qubool hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)