Ghusal ke bad ma'loom hojaana ke kisi jagah par paani nahi phoncha

Q: Agar ghusal-e-janabat ker ke bad me pata chala ke koi jagah jese naaf me saheeh terah pani nahi pohoncha, bhool ke, to issi bad me dho ker ghusal ho jaye ga?

A: Sirf usi jage ko dhole, ghusal poora hojaaiga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)