Ghusal-e-janaabat me naakhoon ke andar paani pohonchana

Q: Ghusal-e-janabat me nakhuno ke neeche bhi pani bahana hota he? Yani nakhun kate hone chahiye ghusal-e-janabat se pehle?

A: Paani agar naakhoon par beh gaya to ghusal hogaya. Naakhoon ke andar paani pohonchna zaroori nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)