Shohar ki galiya aur jhagra ke liye ilaaj

Q: Miya jhagra kare to biwi kiya kare galiyaa de to kiya kare? Itna galat karne ke bawujood bhi shohar ke agay jhuk kar rahe? Biwi koi apne haq me bolne ki ijazat nahi he? Maa baap ko shohr ke liye chor de? Jab ke shohar ko biwi ke maa baap pasand na ho. Or kiya beti ki koi huqooq nahi hote maa baap ke liye? Ya maa baap ki khidmat karna sirf bete ka haq he?

A: Aapki dukh aur museebat ko ham jaante. Allah Ta`ala khaawind ko saheeh fahm ata farmaaye. Baaqi aap Fazaail-e-Sadaqaat ki taleem ko apna makaan me shuroo karo aur dil se dua karte raho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)