Azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna

Q: Kiya azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna farz hai, matlab lazimi hai?

A: Nahi, albatta sar ke oopar dopatta rakhna ye Islami tareeqah he. Musalmaan aurato ka shaan he. Aur azaan ke ihtiraam ke pesh nazar agar kisee ne kya ho to ye bhi bari achchi cheez he aur qaabil madah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)