Aurat ko kis kis se pardah karne ka hukum hai?

Q: Islam me aurat ko kis kis se pardah karne ka hukum hai aur kiyu?

A: Ghayr mahramo se pardah karna chaahiye aur ye shariat ka hukm he. Jis tarah se aap kapre pehnte aur badan ko dhampte he kyunke ye shariat ka hukm. Warna aqal ka muqtadhayaat par chale to nange phirne se koi rukaawat nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)