Gari par zakaat

Q: Mere paas eik ghari hai apni zaati. Wo maine apny istemaal ke liye bhi aur taxi use ke liye bhi rajhi huwe hai. Kya muj par uss ghari ki total qeemat per zakaat farz hai ya nahi?

A: Is gari par koi zakaat nahi lagti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)