Maa ki wafat ke ba'd haq-e-hadhaanat

Q: Kiya nani ka maa ki wafat ke bad bache ko rakhna haqq he ya baap ka awwal?

A: Nani ko haq-e-hadhaanat, in bachcho ko rakhne ka haq 7 saal he larke keliye aur larki keliye 9 saal tak jabke maa na ho. Phir baap ko hota he uske bad.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: