Na maloom cheez ka utaana

Q: Agar road par phone mila ho aur jiska ho usko wapas na kiya ho aur na ab utne paise ho keh wapas kar sake na maafi mangne ki himmat ho to kiya Allah se maafi mang lee ja sakti hai aur tauba kiye ja sakti hai?

A: Agar maalik ka pata maloom ho to usko waapis karna dharoori he. Agar aapke paas pohonchaane ka paysa nahi to kam se kam maalik ko khabar do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)