عورت کا اپنے محرم مرد سے کم از کم ستر کتنا ہے؟

س: عورت کا اپنے محرم مرد سے کم از کم ستر کتنا ہے؟ کیا عورت اپنے باپ یا بھائی کے سامنے اپنے بچے کو دودھ پلا سکتی ہے؟

A: Naaf se le kar ghutno tak, peet or peth har haalat me chupaana chaahiye. Ye to us soorat me he jab poori tarah se itminaan ho fitnah na hone ka. Aur agar poori tarah ka itminaan na ho to baaqi jism ko bi chupaana chaahiye.

Uski madaar wahi hoga jo oopar bayaan kya gaya. Albatta achche shareef khaandaano me ye soorat ikhtiyaar karte ke doodh pilaate waqt apne jism ke oopar chaadar lapette he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)