Doosri biwi ka yeh shart lagana ke pehli biwi se hambistari nahi karega

Q: If a virgin girl is involved with a married man, they love each other and want to get married but the girl dont want to give rights to the 1st wife (hambistari), kiya is condition pe nikaah hoskta hai?

Kiya isse larki ko gunaah hoga? Agar ye baat soch ke larki nikaah se inkaar kar rahi hai ke wo apni pehli wife ke sath hamisbatri karega tu kiya phir bhi gunah hoga?

A: Is tarah ki shart lagaana haraam he aur baa'is gunaah he. Hadith Shareef me us ki sakt mumaana'at aayee. Agar shohar us se shaadi kare, to shohar ko chahiye ke apne dono bibiyo ke darmiyaan insaaf kare aur dono ke huqooq baraabari ke saat poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)