Hazrat Zainul Aabideen (rahimahullah) ki karaamat ke ek din me hazaar rakaat namaaz parhna

س: مذکورہ حدیث کی روشنی میں ایک بات سمجھ نہیں آرہی۔ امام زین العابدین رضی اللہ تعالی عنہ اگر ایک دن میں ایک ہزار رکعت پڑھتے تھے اور اگر ایک رکعت کو ہم دو منٹ کا ٹائم دیں تو یہ ٹوٹل 2000 منٹس بنتے ہیں دو ہزار منٹس کا مطلب ہے 33 گھنٹے اور دن رات ملاکر کل 24 گھنٹے ہوتے ہیں۔ پھر اس میں پانچ فرض نمازیں اور زندگی کے دوسرے معاملات بات کچھ سمجھ نہی آئی۔ مہربانی فرما کر رہنمائی کریں۔

A: Allah Ta'ala apne ba'z bando ke waqt me bohot ziyaada barkat daalte he ke wo thore waqt me bohot ziyaada kaam karsakte he, jitne doosre log nahi karsakte. Ye karaamaat ke qabeel se he aur ahlus sunnah wal jamaa'ah ka aqeeda he ke karaamaatul awliyaa haqqun, awliya ke karaamaat haq he. Ye baat issi tarah he jis tarah Aap (sallallahu alaihi wasallam) meraaj ke mauqe par saato aasmaan ka sayr karaaye gaye aur waapis laaye gaye raat ke thore waqt me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: