Wudhu ki haalat mein kuch khaane ke baad kulli karna

Q: Kya wudhu ki haalat mein kuch khaane ke baad kya kulli karna zaroori hai namaz parhne ke liye?

A: Agar khane ke bad khana ka zaaiqah muh me reh gaya ho ya khana ke kuch zarraat zaaiqah ke saath rehgaya ho aur is baat ka andesha ho ke namaaz ke andar woh zaaiqah ya zarraat ko nigalte rahenge thook ke saath to kulli ka karna phir zaroori hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)