Khwaab ki Tabeer

Q: Meri behan kay lia rishta aya. Humari ammi nay baji kay rishtay kay liye istekhara kya, un ko khwab may kuch youn nazar aya:

Ke humari behan khari hain aur un kay samnay aik kalay rang ka, baray baalowala mota bakra khara hai, aur uski qamar (pusht) meri behan ki taraf hai, aur mahoul mai kam roshni thi. Bara e meharbani arz kijye kay is ki tabeer kya hai aur wahan rishta karnay kay baray may kya ishara hai?

bismillah.jpg

A: Ye khwaab shaadi ki taraf ishaarah he. Agar larki kush owr larka neak owr larke ke akhlaaq owr aklaaq se larki ka khandaan kush he, to wo us larke se shaadi karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: