Khwaab ki ta'beer

Q: Maine istekhara kiya tha kay falaa larka mery liye behtar hai ya nai tou maine khawab mai dekha ky hum apnay fsd waly ghar main hain aur hamsay milnay kay liye aik hamsai ati hain wo apni daughters kay baray mai batati hain, raat ka time hota hai mai asman par dekhti hoo tou, asman py sitaray hain, aik sitara hai wo bhut chamak raha hai aur osski roshni asman say zameen py hamsay agly ghar ky tharry py par rahai hai jaisy laser light aik seedh mai parrti hai. Maine oss roshni ky nechy hath rakha hai tou mjhy thandak mehsos hoi hai tou mainephoran pechy kaf liya hai.plz bata dein kay wo larka mery liye behter hai ya koi rakawat hai rishty mai aur agar hai tou koi wazeefa bata dien.

bismillah.jpg

A: Agar larka neak he, owr aap ke maa paab us ke Deen owr Aklaaq se kush he, to us se shaadi kar le.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada