Khwaab ki ta'beer

Q: Main 24 saal ki hun. Main ek lambe arse se ek khwab dekh rahi hun jo main aksar dekhti hun wo ye hai ke main examination hall me hun main exam de rahi hun jisme main ek hi sawal ke jawab likh pati hun aur fir examiner mere copy chhin leta hai ya time over ho jata hai. Ya fir kabhi ye dekhti hun ke main exam dete hue copy pe apna roll no. roll code likhna bhul jati hun aur copy examiner ko submit ker deti hun aur khwab ke dauran main kafi pareshan rehti hun.

bismillah.jpg

A: Dunya ki zindagi ayk imtihaan he. Hum ku chahia ke is zindagi me aakhirat ke lia tayyari owr kowshish kare. Maut ko to kisi bhi waqt me to aasakti he, aysa ne ho ke hamari maut aayi owr hum dunya ke kaamo me lage huwe owr aakirat ke lia hum ne tayyari nahi ki.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada