Shaadi ke umar phonchne par shaadi karna

Q: Agar main apne baare mei kisi ki negative soch khatan krna chahu to kia wazifa karu? Or mai chahty hu k mere abu meri baat sunne or maane k main abhi shadi nahi krna chahty parhna chahty hu to mujhe kia karna chahiye ? Kia aisa koi wazifa jis se mere abu ki sakhty khatam ho or wo meri baat maan le...je bataege main wo parhungy bas ap madad kr de.

bismillah.jpg

A: Hadith Shareef me aya jab larka owr larki shaadi ke umar phonche, to un ku shaadi karna chahia, warna agar shaadi nahi karenge to gunaaho ke andar mubtala hone ka bohot bara khatra he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)