Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khuawab mein dekha koi dawat he jahan hum sb mil k gye hen meri khala aur khalazad behny ml k. Waha wo log ki bhi betiyan ae hain jo log hm sy mra rishta tey kr k gaib ho gye thay aur phr bgair wajah btaye apny betay ki shaadi aur kahin krdi. Unki sb betiyan ek jaga bethi hen burqa pehny chup kr k hmri taraf dekh rae hen. hm sb bht khush hote hen hanstey hen baaten krtey hen apas mein maza araha hota hy. us femily ki betiyan humein musalsal dekh rae hoti hen. biscuits mukhtalik kism k hote hen bht ache mein wo khati hun phr meri ek cousin jo riydh mein rehti hy wo mjh kehti ye acha hy khao mein biscuit smjh k khati hun wo prawn hota hy mein kehti hun mjh nahi pasand wo kehti hy mjh bht bht pasand hy wo khati hy mazay le k. Mein nahi khati. Mjhe eski tabir bta dien.

bismillah.jpg

A: Purda ka ihtimaam karo owr har mushtabah cheez se parhez karo (jaise mushtabah suhbat, mushtabah khana, mushtabah jaga, cellphone, internet, waghairah). 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada