Daanto me cover charhwana

Q: My question is that me ne ek saal pahle apne danto me cover charhaya tha mere danto ke darmiyan gap tha jo shrmindigi ka bais bhi banta tha or me agay ke anto se kuch kha bhi nahi sakti thi or kbhi kabhaar khana bhi phans jata tha. Kia ye kabeera gunnah hai? Agr hai to ab mje kia karna chahiye jab me ne ye krwaya tha tab mje ilm nhi tha ke ye gunnah ab me kia karu me ye Batana bhool gau ke mere danto me paidaishi gap nahi tha balke angootha chhosnay se hogaya tha.

bismillah.jpg

A: Ye to koi gunah nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)