Khwaab ki ta'beer

Q: Mene ye khawb dehka ke mein awr meri baji our ghar waly sath hoty he ya nahi yad kis jaga sachool ya ghar th. Ayk dam se zameen hilney lagti hai. Muje chuty bhai k kehlny ki awaz aati hair jab mein mur kar dehkti hun to bht dhua hta hai awr mein baji ko kehti hn kiyamat a gai hai bhago awr zameen ulat ri hti hai ek tufan meri traf araha hta haimein yai soch ri hti hn k kiyamat agai r rony lag jati hn r bht bhagti hn k muje nai marna lakn phr bhi us andhe k andar ajati hn r bilkul roi ki trah halki ho jati hn andar ajeeb sa hta hai mery sath urh ri hti hn r yai kehti hn muje nai marna r bht kuch jo yad nai bs lagta hai galy sy kisi ne pakra ho. Achaanak uth gai. Please muje iski tabeer batay.

bismillah.jpg

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke musalmaan ku chahia ke apni maut se pehle apne amaal ku durust kare owr apna taalluq Allah Ta'ala ke saat saheeh karde. Agar apni zindagi me koi cheez Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke mubaark zindagi ke khilaaf ho, to us ki islaah karde. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada