TV dhekna

Q: Main yeh poochna chahta tha ke mere waalid ki recently waafat hui hai 1 and half months pehle. Kya hum abhi TV open kar ke islaamic channels dekh sakte hain ya nahi?

bismillah.jpg

A: Shariat me tamaam jaandaar cheezo ki tasweer haraam he. Hadith Shareef me aya ke Qiyaamt ke rowz sab se ziyaada sakt tareen azaab un logo ke upar dala jaega jo jaandaar cheezo ki tasweer khenchte the ya dhekte the. Koi Islamic channels nahi he. Jo haraam he usko kayse Islamic channel kaha jasata? Ghar se us ku nikaal owr us se sacha towbah karle owr aainda pukta azam kar le ke hum dowbara ye gunaah nahi karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)