Namaaz me rowna

Q: Mera sawaal ye he ke agar muje koi dunyawi takleef he ya kisi cheez ki talab he ya koi apna jis ke door janey ka gham ho aur namaz main Allah ke samney is niyyat se rona aa jai ke Allah tere siwa mera ye masla koi aur hal nai kar sakta aur apney gunao ko samney rakh kar anso bahney lagey tu kiya us se namaz khatam ho jai gi ya us ka nimaz per koi asar ho ga kiya?

A: Namaaz saheeh hogi. Gunaah sochne se aur uske oopar rone se agar rona aagaya to namaaz durust he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)