Khwaab ki ta'baar

Q: Me hamesha khwaab me kichar or ganda pani dekhta hu or kabhi kabhi wo mere jism pe laga hota he ya me usme gir jata hu. So please batiye es khwab ki tabeer kya hogi?

A: Paanch waqt ki namaaz waqt par jamaat ke saat musjid me paabandi se parh liya kare aur parda ka ihtimaam kiya kare tamaam na mahram awrato se. Isi tarah tamaam kism ki gunaaho se parhez kare khwah us gunaah ka ta'alluq aankh, kaan, munh ya dil se ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada