Talaaq ka masla

Q: 5th ramdhaan ko mere walidain ne mujhe se zabrdasti talak dilwae the, Waja ye he ke mere susral or mere ghar walo ki apus me nahi banti, is leye Mujhe se ye talak dilwae jub ke mene bhi ek talak ka word bol ke wife ko wapus Bhej dia apne walden k ghar, mgr 2nd day of eid ko me wife se eid mill ke aya or sath me hum ne khana bhe khaya or sawal ek to ye he k kia mera rojoo Hogaya? Or 4rth day of eid (1st august 2014) ko phr se mere walden ne mujhe phr se force karne lage he k talak dedo or hum is larki ko is ghar (father House) me nahi rakhe ge. Jub ke mene kha ke me apni wife or ek beti he 2 sal ki Wo le k alg ja k rehta ho to mere walden n kha k hum ap ki transfer krwa dege Or tum ko is larki ke sath sukoon se nhe bethne dege or kal sundy ko ye talak Ka kam krwane wale he. Mujhe differnt different torcher ot mently tension de Rhe he. Mujhe marte he, divorce do. Is pe koi sharai had jari kro ya koi Mashwara do me kia kro.

A: Agar uske andar koi deeni kamzori ne ho to usko talaaq ne do. Rujoo karlo aur waalidayn se zaraa fasla ke oopar raho. Albatta waalidayn ki har giz be izzati ne kar.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: