English seekhna

Q: Main USA me rehta hu. Main saat saal se English seekni ki koshish kar raha ho magar kamiyab nahi ho raha. Mujhe koi dua ya wazifa de ke mujhe Allah is ki samaj atha kare aur mere liye asaaniyan paida kare.

A: Har namaz ke ba'd يَا عَلِيْمُ saat dafa parh liya kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: