Khwaab ki ta'beer

Q: Mai nay ayk hi khuwab kai mukhtalif andaz se kai roz se daikh rai hun mai nay daikha ke jis shahks ko mai pasand karti thi wo meri taraf raghib he jab ke wo mangni kar chuka ha phir qyu ye khuwab mujhe aleda andaz mai ata ha ke wo mujhe chahta ha plz meri madad karay.

A: Ye tumhari zehni khiyaalaat ki wajah se he. Is ki taraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada