Nikaah ke ba'd showhar biwi se door rehna

Q: Mufti sahib mera question ye ha ke ager nikah ke bad rukhsati na ho aur husband door rahy wife sy kabi milny be nahi aye aur koi rabta bi na ho na he jama ka mamla to kya 2 saal sy zeada guzar jany ke bad nikah toot jata ha? Asa mene suna ha ager toot jata ha to time ki amount kya ha ager nahi toota to kya ye shariyat ke khilaf ha? Ye nikah larki ki marzi ke khilaf howa tha is liye wo rukhsati nahi chahti na he koi rabta. Barae mehar bani jawab irshad farma dijiye.

A: Nikaah nahi tootta he lekin is tarah karna ke khaawind biwi ke huqooq poora ne kare saheeh nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: