Khwaab ki ta'beer

Q: Mainay raat ko khawab main daikha ke main umrah kee tayari main hon bus sab ghar walay lakin exect yaad nahi ke kon kon tha lakin itna patha ha ke main ihraam dhodh raha hon bus jhaldi jhaldi main hon itna yaad ha ke umrah ke tayari ha or ihram dhondh raha hon apnay bahi ke sath.

A: Allah Ta'ala tumhe baar baar Haramain Sharifain ki ziyaarat naseeb farmae owr Haramain Sharifain ke noor owr barakaat se tumhe owr tumhare khaandaan waalo ku mala maal farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada