Musjid ke ghusal khaane ku istimaal karna

Q:

1. Agar Musjid Shareef ke ghusal khaane me nahaate waqt peshaab aaye, to kya insaan kar sakta he?

2. Kya insaan Musjid shareef ke ghusal khaane me baghal aur naaf ke baloon ko saaf kar sakta he, kyonke ghar main moqa nahi milta he aur sharam mahsoos hoti he (is liye ke khaandaan waale lowg he).

A: Bila zuroorat musjid ke ghusal khaane ku istimaal nahi karna chahia. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: