Khwaabo ki ta'beer

Q: Me ne dream dehkha asar sa phela ka masjid ma ta aur jammat kari hogai tu ma white car ma pehli saaf ma lay gaya phr peechay kari ki car ko. Phir dehka ka usi masjid ma koe aur bi jammat karwa raha metlab ka 2 jammat ho ri hai. Jab ma sajdha ma gaya tu meray uper koe char gaya aur mera sans katam hogaya aur esa laga ma marny laga aur dil ma roha ra ta ka ma ghunaghar Allah ka. Ye dream tha?

A: Paanch waqt ki namaaz paabandi ke saat musjid me parhne ka ihtimaam kya kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada