Larki ko kitni taalim haasil karni chahiye?

Q: Hazrat muje ye puchna he ke ek ldki ko kitni taalim hasil krni chahiye. Kya iske ly use bahar jana zaruri h? Q k mne abhi tenth passout ki h & m ghr m hi deeni kitabon ka mutala krti rehti hun lkn walid saheb kehte h k Is trha ghr m reh Kr Q apna waqt brbad Kr rhi ho? kya ilm hasil krna isi ko khte h k kitabe leen or ghr se bahar madarse m pdhne châle gy? Or walid sb. Haqiqatn Is ly pdhana chahte h k schul k sath sath madarse ki b dégrée mil Jay Q k agr ilm hasil krana hi maqsud hta to gghr m hi pdhne ko keh d'été Q k mère ghr m Alhamdullilah hr trha ki deeni kitab mojud h..to Kia Mufti Sb. Ab aap btayee aisi surate hal m Kia mje bahar jana chahiye jb k ajkal ka mahol itna kharab he. Hazrat m degrés hasil krne k Ly nhi pdhna chahti..or m apne walid sb ko aisa kya bolu hisse k wo meri bat smjh jaye ya man len?

A: Aap ghar hee me rahe aur deeni kitaabe parhtee rahe. Koi maslah samajh me ne aaye to kisee bare se rujoo karle. Ghar ke andar rehna aksar musalmaan aurat ki zindagi he, aur baahar ghoomna phirna ye kaafiro ka tareeqah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)