Qaza namaaz me tarteeb

Q: Agar kisi muslim ki bohat saalo ki namaze qaza huwi to kya wo pehle esha ki namaaz ada kar sakta he phir zuhr, asar, maghrib aur phir fajr, ya tarteeb
se parhni hogi, fajr, zuhr, asar, magrib, esha?

A: Dono tarah kar sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)