Jumua namaaz ki Sunnate

Q: Namaaz e juma ke ketni rakate he? Hum ne namaaz ke kitaboon ma chowda parhi thi baz kehte hain ke das he baz kehte hain ke aat. Saheeh jawaab kya he? baraye kram aaj hamare is masle ka jawaab de de.

A: Jumua namaaz ki do rakat se pehle chaar Sunnat he owr jumua namaaz ke ba'd che rakaat Sunnat he. Phele chaar owr phir do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)