Khwaab ki ta'beer

Q: Aaj subu fajar ki namaz se pehle mene apnay nana jaan ko zinda dekha aur wo muje kehte hain ke mene behns khareedni hai aur wo muje kehte hain us banday k ghr jao aur use kaho tum ne apni behns kitne me bechni hai me nai jata pata aur me kehta hon meri phone par baat hoi hai wo banda abi ghr par nai hai aur wo kehte jab aye ga tu meri baat karana aur meri ankh khul jati hai?

A: Ye acha khwaab he. Qur'an Shareef ka kuch hissa par kar ya kuch sadaqa de do owr us ka sawaab tumhare nana marhoom ke lia ponchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada