Mazi

Q: Mera sawal ye he ke 'ihtlam' honay se pahlay jo ratoobat pani ki tarah ki boond ki shakal me ati he to kya usse ghusal wajib ho jata he? Aur ye ke jab ye rutoobat nikal aaye aur kisi tarah ihtlaam honay se ruk jaey ya rok lia jaey to phir bhi ghusl wajib ho ga ya nahi?

A: Shuroo me jo nikalta he usko kehte he mazi. Mazi dheere dheere se aata he aur us se ghusl fardh nahi hota. Mani kuch quwwat se nikalta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)