Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne dream dheka ka mera ek Allah ka wali intazar kar raha ta. Muje naam nae aha ra or na sae tara yaad wo kon ta lakin wo koi bazurg tay. To wo intazar ma tay jab ma pooncha tu unho na kha app ka bhai nae aya .ma na kha nae aya.phr hum dono makkah ki taraf chal pary.right side ek aur bazurg atay hai aur wo bi humaray sath makkah chal partay hai.wo poochtay hai doosray bazurg sa ya larka kyn aya ha. Wo bazurg khetay hai bhai nae aya tu yae aya hai. Phir right sa jo bazurg aye ta wo khetay humray lia aye hai ma phr ek dum bola hazrat gi ma Allah ka lia jaha raha hoo.

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke neak logo ki suhbat ikhtiyaar kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada