Khwaab ki ta'beer

Q: Meri dost khwab dekhti hai ke jaise Quran paak ka dil surah yaseen hai isi tarah makkah mein ek jaga blue gol circle bana hota hai us muqaam ko makkah ka dil kaha jata hai. Wahan se neeche dekhein to saamne he makkah nzr aata hai. Us muqaam pr log namazein parhte hain ...ibadat krty hain....or ro.ro kr dua ya mannat maangty hain to unki dua lazmi qabool hoti hai... Meri dost b aisa he krti hai... Lekin dua yad nhi k.kya maangi pe us k liye bht khaas dua hoti hai wo... After dua wo b logon ki traa wahan namaz parhti hai or bs ... Muje ia khwaab ki taabeer btaa dein... Wo abi saudia mein rehti hai or kai baar haj umrah kr chuki hai...or jald uski shadi hone wali hai..ache se rishte ki talash b jaari hai...

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke un ku chahia ke neak logo ki suhbat me rahe owr purda ka ihtimaam kare tamaam namahramo ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada