Fajar owr asr ke ba'd qadha namaaz parhna

Q: Kya hum har namaz ke baad uski qaza namaaz parh sakte he? Quke mene suna he ke fajar or asar ke baad koi bhi nafil namaaz ya qaza namaaz nahi parh sakte (in waqton mai sajda karna mana hai). Is ke liye kya hukum he?

A: Fajar owr asr ke ba'd qadha namaaz parh sakte. Lekin asr ke ba'd qadha namaaz parh sakte us waqt tak ke aftaab ka rang badalna shuroo hojae. Wo taqreeban das minute ghuroob-e-aftaab se pehle he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)