Namaaz ku qadha karna

Q: Mera sawaal he ke agar namaaz qaza parh li jaye, to qaza namaaz ka parhna qiyaamat ke din saza ka baais banega?

A: Namaaz ku qadha karna haraam he. Bohot bara gunaah he. Lekin agar kisi ki namaaz qadha hogai, to us se chahia ke wo us ki qadha kare owr khoob tawbah kare. Issy tarah us ku chahia ke pukhta azam kare ke aainda aysa gunaah nahi karega. Agar wo sacha towbah kare owr zindagi ku badalde owr guzishta saare qadha namaazo ki qadha kare, Allah Ta'ala us ki towbah qubool karenge owr aakhirat me us ku sazaa nahi denge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)