Peshaab ke cheentay pair par ur jana

Q: Mera sawaal ye he ke agar peshaab karte waqt kuch peshaab ke cheentay pair par ur jaye to kya ghusal farz ho jata he ya phir utni jagah dho liya jaye ya phir agar sirf kapre par cheentay urhe ho to kapre ko badal diya jaye.

A:

1. Us jaga ko dhowliya jae.

2. Agar peshaab ke cheente kapre ke upar laggaye, to us jaga ku dhowlia jaye, phir wo paak hojaega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)