Kis qism ki qura andazi durust hoti hai?
Q: Kis qism ki qura andazi durust hoti hai?
Q: Kis qism ki qura andazi durust hoti hai?
Q: Agar baligh aulaad ko uss ky parents aur rishtadaar result par inam ky toor par rupees dain aur phir wo pessy aulaad se lay lay aur aulaad ye khy k ye mera ap k pass udhaar rha. aur ye pessy aulaad ky agar parents ky pass wo pessy udhaar mn saal se ziyada arsa rhy aur hai b itnay thy k chandi ky aitibaar se dekha jai to ye 52.5 tola chandi ki qimat se ziyada ky hi thy to kia uss pr zakat farz ho ghi? Khud to wo parents ky kharchay pa plta hai.
Q: Rishwat di k nokri mil jai aur sath me Allah se dua karna ke ye nokri mujy rishwat daeny se mil jai, ye dua karna kesa?
Q: Aesi batain aur sher jin ky mutaliq pta na ho k kesy hain unn ko ye zehen mn rakh ke (jis ny ye khi hai ye uss ki tarf se baat hain mujy to pta nhi mn to inn ko wesa hi janoon gha kesa mufti khain ghy) Likha dena kesa?
Q:
1. Agar patli najaasat zameen par khusk ho gayi to kiya jab wo jaga dobara paak paani se gheli ho gayi to paak rahegi ya wo paani napaak ho jayega aur is cheez ko tar key gha napak ke daay gha
2. Napaak paani ghir ke khusk ho gaya to kiya jagha khusk hone par paak ho jayega?
Q: Agar chaar rakaat namaaz me pehli rakaat me sajda do ki bajaaye ayk kya aur doosri rakaat me yaad aaya ya ghumaan hone laga ke ayk kya to kya kya jayega?
Q: Agar farz roza qaza hogaya aur usse jab poora karna tha to qaza ke saath nafl roze ki fazeelat paane ki bhi niyyat ke liye to kya qaza roza ho jayega ya dobaara sirf ayk hi niyyat yani ke farz ki qaza rakh raha hoon kar ke roza rakhna hoga?
Q: Kia Akbar Mughal Badshah ghair Muslim hi mra tha ya uss ny taubah kr li thi?
Q: Ahle Hadees kay janazy mn jana kesa?
Q: Ye sher kesa hai;
Jb k tum bin nhi koi mojood phir ye hanghama aae Khuda kia hai