Khwaab ki ta'beer
Q: Hmari ammi ne khwab dekha h ek buzrug wali h kaale libaas mai hath mai kala kaasa h aur ek banzar zammen h waha se ja rahi h thodi si jagah mai daldal h aur wo wali usme gir gae ammi unhe dekhne gai ke wo kaha gae to us daldal k pas ammi ki parchi nh dikh rahi wo wali ki parchai dikh rahi h is khwab ki tabeer kya hogi