Neak suhbat ikhtiyaar karna aur buri suhbat se parhez karna
Q: Kisi deendar darhi wale azeez ko khwab mey dekha k woh darhi munda kar aaya hai may poochta hu k kya nai ne galti ki to kehta hai k may darhi ki zimmedari nahi utha sakta isliye mundwa di aur khushi zahir kar raha hai aur mujhe cigarette de raha hai k piyo, iska kya matlab hai?