Ramadhaan ke fardh rowze ke saat mannat ka rowza rakhna

Q: Mera sawaal he ke agar me ne mannat maangi he ke mera kaam hoga to me rowza rakhoonga or mera kaam ho gaya to me rowza kya ramdhaan me rakh sakti hu mannat ka to kya ramadhaan me to rowza farz he to kya mannat ka bhi niyyat kar ke rakh sakte ya sirf ramdhaan ki niyyat hogi?

A: Nahi he. Ramadhaan ke fardh rowze ke saat mannat ka rowza nahi rakh sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)