Rowze ki haalat me biwi ku bowsa dene se mani nikalna

Q: Allah maaf kare mere gunaah ko me ne biwi ke saath humbistari nahi ki thi na hi us ki kahi haath lagaya tha sirf bosa liya tha. Faarigh hone ka matlab mere nafs se mani khaarij ho gayi jeyse ihtlaam se ho jati he bus aur kuch bhi nahi huwa. Meher baani kar ke muje ko tasalli bakhsh jawaab de.

A: Towbah karle owr pukhta azam karle ke tum aainda aysa kaam nahi karenge. Rowza tootgaya lekin sirf qadha waajib he. Kaffaara waajib nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)