Nafil namaaz

Q: Kya fardh namaazo ke saat nafil parhna laazmi he ya chorh sakte he? Ya phir parhne ka sawaab he aur na parhne ka koi gunaah nahi aur namaaz qubool hoti he?

A: Nafil namaazo ka parhna thawaab he, aur chorne ka koi gunaah nahi. Albatta naflo ko chorne ki aadat banaana ye mahroomi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)