Iqaamat dekar namaaz akele parhna

Q: Mera sawaal ye he ke kya ayk aadmi jo ghar pe namaaz parhe us ke liye faraz namaaz se pehle iqaamat kehna zaroori he. Owr agar kehna zaroori he to auraton ke liye bhi zaroori he.

A: Usko parhna chaahiye.

Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)